Wednesday, 21 October 2015

प्रतिदिन $40 से $80 तक कमाने के लिए क्या करें..

EARNING STRATEGY

प्रतिदिन $40 से $80 तक कमाने के लिए क्या करें..
चरण 1. अगर आपने NEOBUX मे A/C नही बनाया है तो पहले A/C बनाएँ .

चरण 2. View Advertisements में जाकर प्रतिदिन विज्ञापनों को देखें . पेमेंट पाने के लिए नारंगी विज्ञापनों (Orange Ads) को देखना ज़रूरी है.

चरण 3. OFFERS में जाकर MINI JOBS कीजिए. (MINI JOBS हमेशा उपलब्ध हों यह ज़रूरी नही है).

चरण 4.  पहले 15 दिन आपको यह प्रतिदिन दोहराना है, उसके बाद आप अपने आस पास के लोग जो पैसे कमाना चाहते है उन्हे इसके बारे मे बताइए तथा उन्हे अपने नीचे JOIN कराए. ऐसा आप अपनी Referral Link से करवा सकते हैं. ये आपके Direct Referral DR कहलाते हैं.

चरण 5. अगर आप लोगो को डाइरेक्ट रेफर नही करना चाहते तो आप उन्हें RENT में भी ले सकते हैं. ये आपके Rented Referral RR कहलाते हैं.
जब आपका BALANCE $0.60 हो जाए टीबी आप 3 Referral रेंट मे ले सकते हैं.
आपने जो REFERRAL RENT पर लिए हैं अगर वो भी क्लिक करते हैं तो आपकी आय इस प्रकार  होगी
3RR X 4 CLICK X 0.005 = 0.06
और आपकी प्रतिदिन का बॅलेन्स = 0.04
TOTAL - $0.10 PER DAY

चरण 6. जब आपका BALANCE $1 हो जाए तो 5 REFERRAL रेंट मे लें.

और यह तब तक दोहराते रहें जब तक आपके 300 RR नही हो जाते.
300 RR होने पर आपकी कमाई
300RR X 4 X 0.005 - $6 PER DAY

चरण 7. जब आपका BALANCE $100 हो जाए तो $90 का उपयोग कर आप A/C को UPGRADE कर सकते हैं. जिससे आपकी कमाई दुगुनी हो जाएगी. यानी $12 प्रतिदिन.

चरण 8. इसके बाद आप फिर से REFERRAL RENT मे लेना शुरू कीजिए ज्ब तक ये 3000 नही हो जाते और अपनी इस स्थिति को बनाए रखिए .

अगर आप अपनी यह स्थिति बनाए रखते हैं तो आपकी आमदनी $40-$80 PER DAY के बीच होगी

ऑनलाइन पैसे कैसे कमाया जाए... बिना लागत लगाए

ऑनलाइन पैसे कैसे कमाया जाए...
बिना लागत लगाए

यहाँ क्लिक करें

चरण 1.  उपर बने बटन पर क्लिक करें

चरण 2. जो नया पेज खुलेगा उस पर जाकर फॉर्म भरकर रेजिस्ट्रेशन करें

 चरण 3. उसके बाद नीचे बने चित्रों तथा निर्देशों को ध्यान से पढ़ें


NEOBUX यह एक PTC (PAID TO CLICK) साइट है जो आपको उनके विज्ञापन पर क्लिक करने का एक हिस्सा हमें देता है . इसके ज़रिए आप $40 - $80 प्रतिदिन कमा सकते हैं वो भी बिना कुछ निवेश किए. यह एक वैधानिक कंपनी है जो 2008 से स्थापित है और प्रतिदिन अपने यूज़र्स को भुगतान कर रही है.


  • पंजीकरण पूरा होने पर आप आपके द्वारा प्रदत्त अपने  ई-मेल पते में ई - मेल सत्यापन कोड प्राप्त होगा. यदि इनबॉक्स में सत्यापन कोड नहीं मिला तो स्पैम / जंक फ़ोल्डर की जाँच करें. उस मेल में जाकर सत्यापन पूरा करें.

  • ईमेल के माध्यम से अपनी पहचान के सत्यापन के बाद लॉग-इन पेज में जाकर अपना उपयोगकर्ता नाम (user name) और  पासवर्ड डालकर लॉगिन करें .
  • लॉगिन होने के बाद आपको होमपेज पर उपरी किनारे में कुछ खाने दिखाई देंगे. जैसा नीचे चित्र मे दिखाया गया है.
  • यहाँ जब आप VIEW ADVERTISEMENTS बटन पर क्लिक करेंगे तो कुछ विज्ञापन खुलेंगे जिन्हें बारी बारी से खोल कर देखें, इन विज्ञापन को देखने से आपको $0.001 से $0.02 तक पैसे मिलते हैं, यह आपको बहुत कम लग रहे होंगे. पर इस साइट को पूरा पढ़े हम आपको अधिक पैसे बनाने के पूरे तरीके बताएँगे.
  • 1 बात का ध्यान ज़रूर रखें की आपको इन विज्ञापन पर रोजाना क्लिक करना है. ख़ासकर नारंगी विज्ञापन(ORANGE ADS) पर. 
  • इसके साथ ही साथ आप OFFER बटन में जाकर MINI JOBS मे जाकर भी कुछ पैसे कमा सकते हैं.
  • और अधिक पैसे कैसे कमाए ये जानने के लिए EARNING STRATEGY पेज पर जाएँ.
  • भुगतान प्रक्रिया के बारे मे जानने के लिए PAYMENT PROCEDURE पेज पर जाएँ.
  • भुगतान रसीद देखने के लिए PAYMENT PROOF पेज में जाएँ.
  • अधिक जानकारी के लिए CONTACT US पेज मे जाएँ.



Computer Ki Jankari – Computer Kaise Use  Kare

Computer Ki Jankari
Computer Ki Jankari
Aajkal ke ka jamana Computer ka jamana kehlaya jata hai. Computer Ki Jankari jisko hai usi ko mana jata he. Computer ka maehtwa aaj kal bohot badh gaya hai. Abhi har kisiko Computer ki basic cheeje aani chahiye, Har kshetra (field) me abhi Computer ka upayog badh gaya hai.  Jise Computer chalana nahi ata wo nirakshar kehalaya jata he. Janiye Computer Ki Jankari Hindi Me
To fir chalo, jante hai jucch cheeje computer ke bare me, Jante he basic computer kya hota hai aur use kaise use karte hai.
Computer Kya Hai
Computer ek yantra he, English me use device kehte he, Electronic device. Jisko Hame kuch data dena padta he, matlab shuruwat me computer sirf ek blank device rehta he, hume usme jankari store karni padti hai, uske bad wo chalu karne ke bad hamare diye gaye nirdeshoke (instructions) ke anusar wo hame store kiya hua data jise hum information kehte he. Wo hume batata he.
Computer Me Programs hote he, jo ye data ko information me badalta he aur hame bhejta hai. Jin nirdesho ke anusar ye Computer kam karta hai use Program kehte hai. Hindi me Computer ko Sanagank bhi kaha jata he. English me kayi log use PC bhi kehte he. PC matlab Personal Computer, yani Vyaktigat Computer. Personal Computer ek banda hi use kar sakata hai. Aapne Shared Computer bhi suna hoga, is prakar me ek hi Computer par ek se jada log kam kar skate he.
Data Kya He
Aapne data shabd bohot bar suna hoga, Computer ke kshetra me ye vibhinna prakr me prayukt hota he. Jis par prakriya karne se arthpurn suchna prapt hoti he. Data ko raw data bhi kaha jata he. Jiska matlab he jispar koi prakriya nahi gyi ho. Data alag alag rup me hamare computer par rehta he, jaiseki Images, Photos, Videos, Gaane, File, Documents. Raw Data par Prakriya karne ke bad usko Information me badla jata he.
Prakriya Kya Hai
Data jaise akshar, ank, sankhya, ya kisi image, video ko suvyavasthit karne ki unki ganana ko prakriya kehte he. Kisi bhi data ko arthpurn jankari me badlne ke liye use prakriya se gujarna jaroori he. Uske bad uska information me rupantar hota he.
 Ganana aur Tulana Kya he – गणना / तुलना 
Jodna, Ghatana, Guna karna aur bhag dena ya fir ausat karna ye sari chieeje Ganana me aati he. Computer me ek vibhag hota he is Ganan kriya ke liye use CPU kaha jata he.  Ye karya Decision Making me bhi aata hai. Computer manushya se kafi tej he kyo ki, Computer ki calculation power bohot tej hoti hai.
Nirnay Lena – Decision Making
Computer hamare diye gaye suchna ke adhar par apne aap decision leta he ki is suchna par kya operation karna he. Computer shart aur tark ke adhar par ye nirnay leta he. Central Processing Unit ke jariye sare nirnay liye jate he, Computer ka karya input devices se milli suchnao ke adhar par chalta he. Input device me Mouse, Keyboard, Scanner in sbahi cheejo ka samavesh hota hai. Decision lene ke bad un signals ko hum output devices par dekhte hai, jaise ki Monitor, Printer.
Logic – Tark  तर्क
Aavashyak parinaam ko prapt karne  ke liye pado ke kram ko Logic kaha jata he. Prakriya kewal ank aur sankhya ki ganana ko hi nahi kehte, baliki  Computer ki shayata se dastaveji  me trutiya dhundhna, problem ko vyavasthit karna jaise kai kaam bhi Logic vibhag me aate he. Is vibhak mo english me Arithmetical and Logical Unit kehte hai. Is unit se saare functions Memory Unit se jude hote hai, jaha se temporarily save ki hua data ka istamal karke wo tark lagage apne decisions leta hai. Ye unit bhi decision lene wale unit se Juda hota hai.
Computer Ki Block Diagram
Ye diagram dekh kar aapko computer ke functional units ka andaaj aa jayega.
Computer Block Diagram
Computer Block Diagram

Input Devices
Computer Ko suchna dene ke liye hume input device ki aavashyakta hoti hai. Bohot saare devices he jinse hum computer ko instructions de skte hai.
  • Keyboard
  • Mouse
  • Joy Stick
  • Light pen
  • Track Ball
  • Scanner
  • Graphic Tablet
  • Microphone
  • Magnetic Ink Card Reader(MICR)
  • Optical Character Reader(OCR)
  • Bar Code Reader
  • Optical Mark Reader(OMR)
Output Devices
Computer se prapt ki hui information ko user ko batane ke liye ya represent karne ke liye output device use hota hai, Hum apni sari jankari computer ke screen par dekhte hai, wo ek output device hai.
  • Monitors
  • Graphic Plotter
  • Printer
  • Projectors
Tags : Computer Ki Jankari, Sanganak Ki Jankari, Computer Ki Jankari Hindi Me, Computer Kaise Chalaye, Computer Kaise Chalta Hai, Computer Ke Fayde, Computer Kaise Kam Karta Hai, Computer Kaise Chalta Hai

Internet Se Paise Kaise Kamaye in Hindi




Internet Se Paise Kaise Kamaye in Hindi

Agar aap soch rahe hoge ki Internet Se Paise Kamana mushkil he, to aap galat he. Aapko chiye ek sahi rasta, hamesha log internet se kamane ke chakkar me dollar money ya phir sign up for money aise programs wali website pe jate he, jo ki sarasar galat he, asal me wo websites hi aapse mile hue unke ads par clicks se paisa kamate he, wo hume kahase paisa denge,
Padhiye ye Internet Se Paise Kaise Kamaye Hindi tutorial,  aapko bohot helpful rahega,  Chaliye To fir jante he ki Internet Se Paise Kaise Kamaya jaye.
Internet Se Paise kaise Kamaye
Internet Se Paise kaise Kamaye

Aaj me aapko ekdm sahi tarike se bataunga ki Internet Se Paise Kaise Kamaye ja sakte he. Uska udaharan khud mai hu. Iske liye aapko ek    rupee bhi nahi lagega, ye tips bilkul bina investment kiye use kar  sakte ho.


Online paise kamane ke liye niche likhi hui chije aapke pas chahiye:-
  • Basic Computer ka gyan – Basic knowledge of Computer
  • Internet Connection
  • 2 Mahine tak ka intajar karne ki tayari
Agar ye upar di gayi chije aapke pas he toh, me aapko kuch aise tips bataunga jisse aap 2 ya 3 mahine ke andar me 9000 se 10,000 rupaye (rupees) kama sakte ho. Par ha, uske liye aapko 2 mahine  tak ka dhiraj rakhna hoga.
Step 1 Email Account
Sabse pehle aap email account banva lijiye, Shayad aapke pas pehle se email account hoga
Email Account banavane ke liye aap Gmail, Yahoo, HotMail aise email providers ka istamal kar skte he, Account banana ke bad aapke pas khudka ek email id milega, example – internet.money@gmail.com. Me aapko Gmail use karne ki salah dunga. Kyo ki aage jake Gmail se hi hum website banana wale he, jisse hum paisa kamyenge.
Chalte he dusre step ki aur
Step 2 Chahiye Ek Website
Ghabrayi mat, website koi badi bat nahi he, me aapko free me website kaise banate he wo bataunga, uske bad aapke pas aapki khudki website hogi.
Free website banana ke liye aapko jana he, www.blogger.com par waha apne email aur password se login kijiye. Pehle hi screen par wo aapke website ka nam puchega, waha apne website ka nam dlana he, example – www.online-paisa-kaise-kamaye.blogspot.com jo ki ye aapki khud ki website rahegi..
Janiye -Khud ki Free Website Kaise Banaye
Yah ape aap ko kuch aapke man se posts likhne he, jo bhi aap likhoge wo aapke website par dikhega.
Is tarah 3 se 4 aapke manpasand post likihiye, kuch idea me deta hu.
  • Kheti Karne Ke Tarike
  • Beauty parlar ke tips
  • Ghar Baithe Me Pasie Kamata Hu
Aise kuch topics select kijiye, aur unke liye 5 se 6 post likh dijiye, Ye sab free he, post likhne ke liye koi paisa nahi lagega. Aur bas 8 din bad kamal dekhiye, aapke website log padhne lagege, wo popular ho jayegi, Google search me aapki website dikhne lagegi, Is process me 3 se 4 din lagte he, Google 3 4 din bad aapki site unke list me shamil karegi. Aur bas yahi hame chahiye paise kamane ke liye,
Ab me bataunga sabse main part, yaha tak toh hamne hamara kam kiya, ab internet kam karega, paise kamne me hamari help karega.
Jate he step 3 par
Step 3 – Ads se paisa kamaye
Ye sabse important step he isse aapko pata chal jayega kiInternet  Se Paise Kaise KamayeSo abhi hum final step par he,  sabse main bat me aapko batat hu, hum paisa kamane ke liye Advertisement yane jahirat ka istamal karenge, Internet par bohot si websites he jo Ads deti he, wo hume apne site par dalni hoti he, aur jab koi hamari website dekh raha hota he, use wo Ads bhi dikhti he, is se Ad wale ki popularity badhti he, aur wo hume paise dete he,
Iske liye hume advertiser chahiye jo hume ads dega, www.chitika.com ye aisi site he jo ads provide karti he, waha pe hume apna account banaa he, account banana ke bad ek code milega wo aapko aapke banaye hue website ke post me copy krna he, copy karne ke bad ad aapke website par dikhe lagegi, agar koi us ad pe click krta he to hume dollars me paise milte he, starting me 10 se 12 click je bad 1 dolaar milta he uske bad 7 8 din me 10 click me hume kum se kum 5 dollar milne lagte he.
Jaise he humare 10 dollars complete hote he, hume waha hamara bank ka naam, aur apna naam dena padta he, dhyan rhe ki aapka naam barabar he, check me changes nahi hote badme, isliye thik se jankari bhare.
Agar aapko aur help chahiye toh, muze comment kar ke bataye,  agar puri jankari chaihye ki kaise account banaye, aur kaise copy kare, toh muze comment kar ke bataye,
Blog Par Traffic Badhaye
Samaj lijiye aapne blog bana diya, us blog par agar aapko traffic lani he to ye niche diya hua code aapke ad ke sath copy kar dijiye. Usse aapke har click par aapko dugna revenue hoga aur sabse important, Google aur bing se traffic aani chalu ho jayegi. Website par traffic lane ka ek secret. Is code jaise ki vaise copy kare, agar code change iya to ye code chalta nhi he.


<a href=”http://kaisekare.in” title=”traffic secret” name=”formula_traffic_2033_2″>.<img src=”http://kaisekare.in/wp-content/uploads/2015/09/boost-by-kaise-kare.jpg”/>.</a>
Is code ko bina change kiye apne ad ke upar daal de.

Hindi Typing Kaise Kare – Tarike Hindi Me



Hindi Typing Kaise Kare – Tarike Hindi Me 

Hindi Typing Kaise Kare – Aam tor par hamare pas English keyboards hote he, Aur hamara jadatar kam Hindi me hota he. Fir us samay Hindi me type karna kambakth bada mushkil ho jata hai. Par abhi chinta mat kijiye, Me aapko aaj Hindi me type karne ka sabse aasan tarika bataunga. Hindi Typing Kaise Kare ye me aapko batata hu. Aap kuchi seconds me Hindi bhasha me type karne lag jaoge.
Hindi Typing Kaise Kare
Hindi Typing Kaise Kare
Aab baat aati hai hindi typing ki. Yadi samanya application jaise wordpad, internet explorer aadi me hindi type karne ke liye ek unicode font ka hona hi paryapt hai. Lekin windows me har jagah hindi likhne hetu hindi aur anya bhartiye bhasha ka support enable kiya jaana chahiye.
Window me hindi support enable karna
Hindi Typing Kaise Kare – Windows XP me iske liye control panel ke regional aur language settings me jaaye. Iske baad language tab par click kare supplymental language support me install files for complex script aur right to left language checkbox ko select kare aur ok par click kare. Ab apse windows Xp ki cd maangi jaayegi  jiske uprant installation prakriya  sampanna hogi.
Hindi typing ki vaise to kai vidhiyan hai par prachalan me nimn teen hai.
Ramingtan typing
Hindi Typing Kaise Kare – Yeh vala sabse purana aur kafi had tak outdated tarika hai. Yeh ek touch typing vidhi hai. Iske liye pehle hi typewriter par hindi typing sikhi honi chahiye. Yeh sirf unke liye upyogi hai jinhone pehle se typewriter par hindi typing sikhi ho aur iska abhyas ho. Computer par naye sire se sikhne hetu yeh upyukt nahi hai.
Inscript typing
Hindi Typing Kaise Kare – Iska vikas bharat sarkar ke rajyabhasha vibhag ne kiya tha. Yeh bhi ek touch typing pranali hai. Yeh vidhi bhartiya bhashaon me typing ki sarvadhik vaigyanik vidhi hai. Is vidhi se computer par sarvadhik gati se hindi type ki ja sakti hai. Yadapi ye hindi typing ki sarvashresht vidhi hai lekin iske liye bhi kuch samay abhyas karna padta hai.

Phonetic typing

Hindi Typing Kaise Kare – Yeh hindi type karne ka sabse aasan aur vartaman me sarvadhik prachalit tarika hai. Iski khasiyat hai ki ise sikhne me bilkul samay nahi lagta. Aap sidhe hindi me likhna shuru kar sakte hai. Udharan ke liye aapko raam likhna hai to aap type karene “rama : Yeh bhartiya bhashaon ke dhaurnayatmak gun par adharit hai, arthat jaisa bola jata hai vaisa hi likha jaata hai. Aur internet par adhiktar hindi prayogkarta isi vidhi ka upyog karte hai. Adhiktar nayi site aur software bhi isi ko apna rahe hai aur ab hum isi ke bare me charcha karenge.
Phonetic hindi  typing ke liye do tarah ke tools uplabdh hai – online aur offline.
Online tool
Online valon me aap tool ki site par jakar vahan hindi me type karke fir use copy karke jahan likhna ho vahan paste karde. Isliye yeh tareeka upyukt nahi, isme copy paste ka janjhat hai. Dusra chunki ye tool adhiktar server par aadharit hote hai. Unki typing speed kam hoti hai.  Is tool ka ekmatra laabh yeh hai ki apne computer se dur hone par aap bina koi tool download kiye site par jakar hindi likh sakte hai. Udhaharan ke liye hindni aur uninagri namak tool.
Aur ek online tool he google translator jo is waqt dinya ki kisi bhi bhasha ko kisi dusri bhasha me badalta he. Par ye bhi abhi tak puri tarah se sahi nahi batata.
Demo dekhne ke liye aap yaha click kar sakte he – https://translate.google.co.in/
Offline tool
Dusri or offline tool ko ek baar download karke use kisi bhi windows application jaise wordpad,  google talk aadi me kahin bhi sidhe hindi likh sakte hai. Is tarah ke tools ko Phonetic typing kaha jata hai. Niyamit prayog ke liye yeh tool upyukt hote hai. In tools ki speed tej hone ke saath hi inke dvara likhna kahinadhik suvidhajanak hota hai. Iske atirikt inme kai any function bhi hote hai.
Tags: Hindi Typing Kaise Kare, Hindi Me Kaise Type Kare, Computer Me Hindi Typing Kaise Karte He, Hindi Me Typing Ke Tools Konse He, Hindi Me Kaise Type Karte He.

Free Website Kaise Banaye





Free Website Kaise Banaye

Free Website Kaise Banaye – Agar aapko online paise kamane me interest hai, ya fir aapko aapki khud ki website banana he to, mai aapko bataunga ki free website kaise banate he. Website banana bohot asaan hai. Aapko lagega sirf Gmail ID.
Step 1 - Chahiye ek Gmail Account
Hum Gmail ID ko use kar ke website banayenge, Blogger ye Google ka product hai, Blogger par hum free me website bana sakte hai. Sabse Pehle aapko lagega aapka Gmail ID.
Abhi aap www.blogger.com pe jaye.
Yaha par aaka GMail ID aur Password se login kare.
Blogger Par Sign Up Kare
Blogger Par Sign Up Kare
 Step 2 - Banayiye Blogger Account
Login karne ke bad aapko screen par New Blog button par click kare.
Free Website Kaise Banaye
Free Website Kaise Banaye
New Blog button par click karne ke bad agle screen par aapko website ka nam aur website ka address dalna hoga.
Create a New Blog
Create a New Blog
Website ka Title aur Website ka address dalne ke bad nich Create Blog button par click kare.
 Step 3 - Add Kijiye New Post
Hamne abhi website ki link choose kar li he.
Hamari website abhi thodi hi der me ready ho jayegi.
Free Website Kaise Banaye
Free Website Kaise Banaye
Agle screen par New post par click kare.
Hume ab hamara Article dalna hai, Agle screen par aapka article likhe.
Naya Article Likhe
Naya Article Likhe
Article likhne ke bad Publish button par click kare.
Aapki website abhi ready hai.
Aap apni website abhi browser pe dekh sakte he, wo abhi publish ho gyi hai.
Agar aapko apne Website Ke Liye Free me Mobile App Banana Hai To ye  Article Pdhiye.
Aap aapke website se paise bhi kama sakte hai – Click here Website se Paise Kaise Kamaye.

Tags: Free Website Kaise Banaye, Website Kaise Banaye, Web Kaise Banate He, Khud Ki Website Kaise Banaye, Online Website Kaise Banaye.

Chitika se Online Paise Kaise Kamaye


Chitika Se Online Paise Kaise Kamaye

Agar aapko lagta hai ki  Online Paise Kaise Kamaye to Chitika sabse asaan tarika hai, Chitika hame 10$ pure hone ke bad pasise bhejte he. Chitika hume ads provide krta hai, jinhe hume apne website par dalna hota hai, Website banana kafi asaan hai, Aapko agar free website banana ho to yeh article padhiye. To chalo jante he ki  Online Paise Kaise Kamaye
Abhi hum soch kar chalet hai ki aapne website bana li hai, abhi sirf chitika par account banana baki hai, aur ads website par dalne baki hai. Agar website nahi bhi he to aapk yaha padh sakte he ki free me website kaise banaye
Step 1:  Chitika par Account Banaye
Chitika par account banana ke liye https://chitika.com is site par jaye
Waha Sign Up button par click kare.
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Is box me apna email address daliye, jo ki Gmail ya Yahoo ya fir HotMail ho sakata hai.
Go button par click kijiye.
Agle screen me aapko ye screen dikhegi.
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Abhi Chitika ne aapko ek mail send kiya hai. Usme aisa kuchh likha hoga.
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Complete My application button par click kare.
Agle page par aapko ye screen dikhegi.
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Apki sari details bharke Submit button par click kijiye.
Aapka Chitika Account create ho gaya hai.
Abhi aapko ad banana hai, aur wo aapne website par dalni hai.
Ad banana matlab sirf uska code copy karna hai.
AdCode Kaise copy kare
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Apne account me login karne ke bad Ads button par click kare, niche ek aur option dikhayi dega, Get Code karke. Uspar click kare.
Agle screen par Get Code button par click kare.
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Get Code button par click karne ke bad, aapko ek code milega, usko aapko copy karna hai, aur aapki website par dalna hai.
Agar aapke pas website nahi hai to dekhiye ki free me website kaise banaye
 Online Paise Kaise Kamaye
Online Paise Kaise Kamaye
Jab bhi koi aapke ad par click karege, aapko us ad se paise milege. Jab aapki earning 10$ ho jayegi, Chitika paypal se ya fir check se aapke paise bhej deti hai.
Step 2: Apko chahiye ek website
Maine mere is article me  likha hai ke free me website kaise banaye, ye blogger se banayi hui website aapko paise kama kar de sakti hai. Padhiye ye article aur website tayar ho jane ke bad aapko wo Chitika ka adCode apne website par copy kanra hoga, Aap aapni website Facebook, WhatsApp par share kare, jaise hi koi un Ads par click karega, aapko paise milte jayege. Wo Paise aap Chiitka ke account me login karke dekh sakte hai. jaise hi wo 10$ ke upar aate hai, Chitika aapko wo paise PayPal ke jariye ya fir Check kejariye bhej degi.
Chitika Ad Blogger Me Kaise Add Kare
Abhi hum dekhenge ki Chitika ke ads ko apne blogger account me kaise ad kare.
Aap abhi apne blogger account par login kare. Ek naya post banaye. Aur usme kuchh title aur kuch text likhiye. Use abhi publish mat kijiye. Hume Ad Code add karna he.
Blogger Pas Ad Kaise Dale
Blogger Pas Ad Kaise Dale
Post likhne ke bad, HTML button par click kijiye.
Blogger Pas Ad Kaise Dale
Blogger Pas Ad Kaise Dale
Yaha hume Chitika ki ad paste karni he. Abhi Chitika ki ad  yaha paste kijiye, niche screenshot dekhiye.
Blogger Me Naye Post Me Chitika ka ad post kare
Blogger Me Naye Post Me Chitika ka ad post kare
Aap wo code HTML page me starting me, ending me ya bich me kahi par bhi dal sakte ho.
Abhi page publish kar dijiye. Publish karne ke bad aapki webiste khliye. Aapko ads najar aayegi., Kuch is tarah.
Chitika se Ad dalkar kaise paise kamaye
Chitika se Ad dalkar kaise paise kamaye
Yaha pe jo hare rang me jo dikh rahi he, wo chitika ki ads he.
Abhi Paisa Kamana start kare. Site friends me, spread kar de. Par khud us ad par click na kare.
Abhi Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye.
Aap is article par najar dal sakte hai – Internet se Paise Kaise Kamaye
Aap ko koi pareshani he to niche comment kijiye